623+ Love Shayari (लव शायरी) – Romantic, 2 Line, True Love, Girlfriend/Boyfriend और Status Love Shayari in Hindi. एक क्लिक में Copy/Share करें और HD Shayari Images Download करें। नीचे Contents से अपनी पसंद का सेक्शन चुनें।

Love Shayari (लव शायरी)

Dekha Palat Kar Usne “Chahat” Use Bhi Thi
Duniya Se Meri Tarah “Shikayat” Use Bhi Thi
Woh Roye The Mujko “Pareshan” Dekh Kar
Us Din Pata chala Meri “Zarurat” Use Bhi Thi

Zamane se nhi to tanhai se dartaa hun
Pyar se nahi toh ruswai se darta hoon
Milne ki umang bahot hoti hain dil me
Lekin milne k bad teri judai se drta hu

Doston ki judai ka Gham na karna,
Door rahe to bhi mohabbat kam na karna,
Agar mile zindagi ke kisi mod par,
To humein dekhkar aankhein band na karna.

Samjhe bina kisi ko pasand na karo,
Aur samjhe bina kisi ko kho bhi mat dena,
Kyonki fikr dil me hoti hai shabdon me nahi,
Aur gussa sabdon me hota hai dil me nahi.
😊💕🌹💞💯

Dil me ek baat hai jo tumse karni hai..
Tumhe tumse jyada chahate hain hum.
😘❤️💯💞💞

Jinhe hum pyaar karte hain
Unse kitni bhi ladai kar len
Par hum unhe dukhi nahi dekh sakte.
😊💯🌹❤️💞

Log kahte hain ki mohabbt itni karo ki dil pe sawar ho jaye..
Par hum kahte hain ki mohabbt itni karo
Ki bewafa ko bhi pyaar ho jaye..
❤️❤️💯🌹🌹

Ishq ese karo ki wo aapko
Chhodne ke baad zindagi bhar kahe
Pyar to bas wahi karta tha.
😊🌹💞💕💕

Log kya sochenge aur duniya kya kahegi,
Ye sochkar kabhi us insaan ka hath
Mat chhoda jo tumhe apni duniya manta ho.
❤️❤️❤️💯💯🌹🌹

Jo kabhi khatm na ho
aisee mohabbat ho tum meri.
❤💞💞🌹🌹

Tum zindagi mein aa to gaye ho
magar khyaal rakhana,
ham jaan de dete hain magar
jaane nahee dete. 🤗🌹❤💯💞

Hongi hazaar shikayate hamko tumse…
par usse kahin jyaada ishq hai tumse.!!

Zindagi ek lahar thi phir aap haasil huye,
na jaane kaise ham aapke kaabil huye,
na bhol payenge kabhi us hansi pal ko,
jab aap hamari zindagi mein shamil huye.

bahati hawaon se aawaz aayegi,
har dhadakan se fariyaad aayegi,
bhar denge aapke dil mein pyaar itna ki
saans bhi loge to sirf meri yaad aayegi.

सुबह शाम तू मेरी इबादत सा लगे,
जो कभी न छूटे वो आदत सा लगे।

किस रूई से बने हैं ना जाने किस सुई से सिले हैं…
ये धागे हैं जो तेरे और मेरे अहसास के..!!

धड़कनों में बसते हैं कुछ लोग,
जुबान पे नाम लाना ज़रूरी नही होता।

सब करते होंगे तेरे इश्क की तारीफ
हमे तो तेरी बेरुखी से भी मोहब्बत है।

Judai Key Lamhe Beqarar Karte Hain
Mere Halaat Hi Mujhe Lachaar Karte Hain
Kabhi Toh Pad Leti Aankhein Meri..
Kaise Khud Kahein Hum Key Tumhi Se Pyar Karte Hain…

Jaam pe jaam pine se kya fayada,
Sham ko pi subah utar jayegi,
Arey do boond Ishq ke pee le,
Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.

Bhulana aur bhul jana to
Bas ek waham hai dil ka..
Bhala kaun nikalta hai dil se
Ek baar bas jane ke baad.
😊💕💕🌹🌹

चाहत हुई किसी से तो फिर बेइंतेहाँ हुई,
चाहा तो चाहतों की हद से गुज़र गए,
हमने खुदा से कुछ भी न माँगा मगर उसे,
माँगा तो सिसकियों की भी हद से गुज़र गए।


  • NOTE: Please comment below if you have any issues with these Love Shayari & images.